Youtube Se Paisa Kaise Kmaya Jata Hai Full Hindi Guide
Youtube se paisa kmana bahut hi aasan hai. Sirf ek video bhi apko bahut paisa kmakr de skta h,bs apke youtube video ko dekhne ke liye visiter jruri h. Agr aap ek acha video bnate ho to log apne aap apke video ko dekhna pansad krenge. YouTube se paise kamane ke liye aapko apna youtube channel banana hoga or us par video upload karne honge. Fir apne youtube channel ko adsense se jodna padega.
Youtube Se Paisa Kaise Kmaaye
Create Youtube Channel
Sabse pahle aapko apna youtube channel banana hai. youtube channel banane ke liye aap youtube.com par jayiye or apni gmail ID se log in kijiye. (Google apni service ek hi account se free deta hai)Log in krne ke baad automatically apke naam se apka chennel bn jayega.Aap video dekhkar bhi apna channel bna skte hain.
Apne videos ko upload kre
Youtube channel banane ke bad youtube par kuch video upload kre. Video aese hone chahiye jo apne khud bnaye ho ya koi copyright wala video na ho.
Apne chennel ko monetization krna
Apne channel par kuch video upload karne ke bad apko youtube channel ko monetize karna hota h. Video ko monetize krna agr apko nhi aata ho to mai apko apni next post me btaunga ki video monetize kese krna h.
Youtube Channel Ko Monetize Krke Adsense Se Kaise Connect Kre
Youtube Video Download Kre Bina Kisi Software ke Free Me
Ab apne chennel ko Adsense se connect krna
Youtube channel ko monetize karne ke bad apko youtube channel ko adsense se jodna padega. Adsense google ka hi ek programe hai jo apke video pr apni ads dega.
Choose your best video
Ab apka aakhri kaam hai apne jo bhi best video ho unko YouTube pr upload krdo.Ab aap sirf videos upload kijiye or income kijiye.Jitene jyada visitors apke youtube video ko dekhte hai apko utna hi jyada pess milega. Aap apne chennel pr visitors kese laate ho ye aap pr hai. Aap facebook, whats app ya jo bhi social site aap use krte ho uss pr apne chennel ko share kre taki humari videos ko jyada se jyada log dekhe.
Agr apko kuch smjh na aa raha ho to commet box me commet kre. Ek simpal kaam aap meri ess post ko share jrure kre.
kisi video ko kis prakar se edit kare ki copyright ma ho
please reply
kisi video ko kis prakar se edit kare ki copy right na ho