YouTube New Monetize Update: अब आप भी कमा सकते हो पैसा

2017 me Youtube ne apne Youtube partner Programe me change kiye the. Jiske anusaar Monetize krne ke liye 10k lifetime views rakhe the. Ab 16 january ko youtube new monetize Update jari ki hai, jis se bahut se youtuber ka career hi khtm ho jayega.

Meri pichli post Youtube new Policy Rules 2017 par mujhe bahut se mere bhai swaal krte the ki unke 10k views pure ho gye aur ab tak Monetize Under review hi show kar raha hai. Shayd unn bhaiyon ko aaj ki ess post me jwab mil jayega. Youtube ka monetize ke baare me reply na krna ye pahle hi show kar raha tha ki kuch na kuch new jrur hone wala hai. Ab youtube ne isko clear bhi kar diya hai.

Youtube New Monetize Update me Kya hai

16 january ko Youtube ne monetize ke liye new rule btaya hai. Iske anusar monetize eligibility ke liye requirement ess parkar hogi-
1st-Apke channel par 1000 subscriber hone chahiye. Agr channel par 1000 subscriber nahi hai to 20 february 2018 ke baad aapke video par adsense ki advertisements show nhi hongi.
rule 2nd- Iske anusar channel par pichhle 12 months me 4000 hours ka watch time hona chahiye. ye watch time only pichle 12 months ka hona chahiye. Aap isko lifetime watch time smjhne ki galti na kre.

या

पिछले 90 दिनों में आपके shorts पर 10 मिलियन views होने चाहिए।

Youtube new monetize update

 

Youtube SEO: Video SEO Krke Search Me Top Rank Par Kaise Aayen

Best Free Video Editing Apps Android Aur Youtuber Ke Liye Hindi Me

YouTube Go Kya Hai Aur Indian User Ko Iske Kya Fayde Hai

Youtube Video Download Kre Bina Kisi Software ke Free Me

Questions about Youtube New monetize Update

Youtube partner program me changes hote hi bahut se questions bhi hai jinka answers main yahan daine ki koshish krunga.

Youtube Subscribe Button Blog Ya website Par Kaise add Kre

Adsense Hosted account Aur Adsense Non-Hosted Account Kya hota Hai

Adsense ki Low CPC ko Kaise bdhaye Hindi Tips

Is the watch time requirement 4K watch hours total?

Youtube ne ye clear bola hai ki 1000 subscriber hone ke sath-sath past 12 months me aapka watch time 4000 hours hona chahiye. Youtube analytics Watch time reports me aap apna check kar skte hai. by defaults, youtube minutes me show krta hai essliye Compare metric ki drop-down menu se aap watch time(hours) select kre.

Do I need 1K subs or 4K watch hours in the past 12 months, or both?

yes, Aapko dono hi requirement ko pura krna hoga. Agar total subscriber 1k se km hai ya pichle 12 month(ongoing) me watch time 4k hours se km hai, to aap monetize nahi kar skte. 12 months me watch time 4k hours se niche hota hai to video par ads run show nhi honge. Total subscriber agr temprorary tor pr 999 par aate hai, to channel ko Youtube Partner Program se remove nhi kiya jayega.

Youtube New monetize Update ke baare me aapko puri jaankari mil gyi hogi. Youtube partner Programe se related agr aapka koi swal ho to aap comment kar skte ho. Aapke comment ka bahut hi fast reply kiya jayega. Comment krte time aap niche follow up tik mark jrur kre. Taki aapko ye pta chal ske ki aapke comment ka jwaab aa gya hai.

2 Comments

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *