Top Free 5 Keyword Research Tool Jrur Use Kre Hindi Detail

Keyword research tool kisi bhi blogger ke liye bahut hi important hote hai. Aap ek best article likhne ke liye apni puri menhant lagate ho. Phir bhi aapka article google ke top page par nahi aata hai. Kya kabhi aapne socha hai ki aesa kyo hota hai. Agr nahi to mai apko btata hu ki aesa essliye hota hai kyoki aap apne article ke liye keyword reasearch nhi krte.Keyword research tool jo apke kaam ke ho skte hai

Keyword Research Tool Kyo Use Krna Chahiye

Kisi bhi topic par koi artcle likhne se pahle keyword research jrur kre. Ess se apko apne aricle ke liye ideas mil jate hai. Keyword research tool ek free online keyword research instrument hota hai jo Google Autocomplete use krta hai kisi bhi topic se related keywords show krne ke liye. Google Autocomplete google search ka ek feature hota ha. Iska purpose google ki search perforemed ko user ke liye speed up krna hota hai.

Ab aap keyword research tool ke baare me smjh gye honge.Essliye apne article ko search result me top par laane ke liye keyword research krna jruri hota hai. Vese to bahut se keyword tools hote hai par aaj hum sbse best keyword tool ki baat krenge.

Top 5 Keyword Research tool:-

Aaj mai apko sabse best keyword research tools btane ja raha hu. Inme se kuch free hai aur kuch paid hai.

1.Google Keyword Planner :-

Ess keyword planner me aap free me jitne mrzi keyword research kr skte ho. Jyadatar blogger essi tool bar ka use krte hai. Ye apko article ke liye best ideas bhi deta hai. Isme aap top trending keywords bhi check kr skte ho.

2.SEMrush :-

Ye ek paid keyword research tool hai. Agar aap iski all service use karna chahate hai to aapko 69$ pay karne padte hai. Aese bahut se blog hai jinke refrence se aap Semrush par free me one month ke liye account bana sakte hai.Aur iski sabhi service ka use kr skte ho.
Agr aap eske free verson ka use krna chahte ho to kr skte ho. Free verson me aap ek din me sirf 10 baar hi keyword research kr skte ho.

3.Moz Keyword Explorer:-

Moz keyword tool bhi paid hai. Ess par aap trial ka use one month ke liye kr skte ho. Iske baad agr aap use krna chaho to apko $50 pay krna hoga.

4.Kwfinder:-

Ye keyword search tool bhi paid hai.Par aap esse free me bhi use kr skte ho. Eske liye apko sign up krna hoga. Eske free verson me aap 24 hours me sirf 3 baar hi keyword research kr skte ho.

5.SERP keyword tool:-

Es keyword research tool free hai. Aap ess par free me jitne mrzi keyword research kr skte ho.

Keyword Kya Hai Aur Kaise Use Krte Hai

Anchor Text Kya Hai Aur Kahan Aur Kaise Use Kre

Backlinks Kya Hai Aur Quality Backlinks Kaise Bnaye

Top 100+ High Page Rank Social Bookmarking Sites List 2017

Agr aap chahte ho ki search engine se apko traffic mile to apko apne article ke liye keyword research jrur kre. Apne article me top keyword use krke hi aap top rank par aa skte ho.

Ess post me maine apko best keyword research tool btaye hai jinko aap use kr skte ho. Apko niche comment krke apna koi bhi swal puch skte ho. Apne dosto ke sath isko share jrur kre.

5 Comments

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *