Youtube Subscribe Button Blog Ya website Par Kaise add Kre
Youtube Subscribe Button Ko Blog Me Kaise Add Kare Agar aapka koi youtube channel hai or aap blogging bhi krte ho to ye post apke bahut kaam ki hai.
Subscribe button apne blog pr lgaane se apke channel ke subscribe increase hote hai.Sbse bdi baat ye h ki ess se apke channel ko backlinks milte h.Yani apke channel pr views jyada honge or views jyada honge to apki income bhi jyada hogi.Ye bahut hi simpal h,aap kuch steps follow krke esse aasani se apne blog pr lgaa skte ho.
ConfigureYoutube Button
Sabse pahle Youtube-Subscribe-Button create krne ke liye yahan click kre.Ess page apko apna subscribe button bnana hai.
1.Channel name or id me apne youtube channel ki id enter kare.
2.Subscribe button me channel name aur image show karne ke liye full select kare. Agr aap image nhi dikhana chahte to default rehne dijiye.
3.Themeko dark set kar sakte hai, ya default rehne de.
4.Subscribers count chupane ke liye hidden select kar sakte hai. Agr aap subscriber show krna chahte ho to default select kare.
5.Youtube subscribe button ka preview dekh sakte hai.
6.Box me diye gaye code ko copy kare. Ab code copy karne ke baad isse apne blog par add karna h.
Youtube Video se Paise Kaise Kmaye
Blogging Addict Kya Hai Aur Blogging Addiction Se Khud Ko Kaise Dur Rakhen
Blogger Blog Par 404 Page Not Found Ko Redirect Kaise Kre
Blogger Blog Ka Backup Data Download Kaise Kre Hindi Me Help
Youtube Subscribe Button Blog Par Kaise Lgaaye
Blogger blog par youtube subcribe button add kaise kre.Blogger blog me youtube channel ka subscription button add karne ke liye niche diye steps follow kare.
sabse pehle blogger dashboard me jaye.
Layout par click kare. Righside bar me Add a Gadget par click kare.
HTML/JavaScript par select kare.
Title blank rehne dijiye. Box me code paste kare.
Save button par click kare. Iske baad save arrangement button par click kare. Ab aapke blogger blog me youtube subscribe button add ho chuka h.
I hope aapko Youtube Subscribe Button ko apne blog par add kar liya hoga. Ess se aapka blog bhi professional lgega aur Youtube par aapke subscriber bhi increase honge. Aap ess post ko apne dosto ke sath share jrur kre.Apka ek share pr kiya gya ek click mere liye bahut important hota hai.Share krne me koi paisa nhi lgta to plz jrur kre.Kisi bhi problem ke liye aap comment kr skte ho.
Aap ne bahut hi achchi jankari di hai thank you so much for share this
great post