Youtube Video Download Kre Bina Kisi Software ke Free Me
Youtube Video Download kaise kre, aaj hum ess baare me baat krenge. Youtube ek bahut bda platefarm hai.Kuch time pahle youtube ko google ne khrid liya tha. Yahan par apko saare video mil jaate h jo aap chahte ho.Youtube duniya ki sbse bdi video shareing site hai. Internet use krne wala har person youtube ke baare me janta hai.
Aap sb log youtube pr video to dekhte honge.Jab koi video apko achha lgta h to aap usko download krna chahte hai. Par youtube pr aesa koi feature nhi hai ki aap download kr ske. Uske baad aap youtube video downloader ki tlash me lg jaate. Pr ab aesa nhi hai aaj mai apko btata hu ki youtube se aap sidhe hi video download kese kr skte ho. Yahan mai apko kuch steps bta raha hu jo bahut simpal h. Aap enn steps ko follow krke aasani se apna video download kr skte ho.
Youtube video download krne ke kuch steps:-
1. Sabse pahle aap youtube ko open kre.
2. Ab aap koi video search kre jisko aap download krna chahte ho.
3. Search krne ke baad video ko play kro.
4. Apko address bar me video ka ek url dikhai de raha hoga usko dhyan se dekhe.
5. आपको दोनों images के यूआरएल मे फर्क दिखाई दे रहा होगा।
Youtube Channel ko Monetize Krke Adsense se Kaise connect kre
Google Map Par Apne Ghar ka Address kaise Show kre
sir kya mai ek hi adsens account YouTube ,blog, sab me use kar sakta hu please replie
Yes, Adsense account ek hi hota hai. aap usko kisi bhi blog ya website pr use kr skte ho. Youtube Par Youtube New Policy Rules 2017 ke anusar 10k views hone chahiye.
sir mere blog ka subscribe butom pahle kam karta tha ab nahi kar raha hai kyo
aur mere blog ko dekhakar bataye ki isme kya kya kami hai
nimeshchoubey.blogspot.com
please help me
please help
jo low version ka browser hai usme dikkat ho rahi hai ise Kaise thik kare
please subscribe problem dur kare