Meta Tag क्या है और SEO के लिए ब्लॉग पर कैसे add करें

Meta Tag Kisi bhi blog ke liye bahut hi important part hota hai. Starting me blog par traffic bahut km aata hai. Sirf achhe content likhne se kuch nhi hota. Iske liye apne blog ko fully seo optamize krna pdta hai.how to add meta tag
Search engine me apne blog ko show krne ke liye meta tag ka use kiya jata hai. Ess se search engine ko apke blog ke baare me pta chlta hai ki apka blog kis topic par hai. Agr aapka blog search result me show hoga to traffic bhi increase hoga.

Pahle jante hai ki meta tag kya hota hai? Ye ek html code hota hai jisme aap apne blog lke baare me search engine ko details daite ho. Essi code ko read krke search engine apke blog ko search result me show krte hai.

WordPress blog me isko add krne ki jrurat nhi hoti par blogger blog par isko add krna bahut hi jruri hota hai. Template ke html section me isko add kiya jata hai kyoki jaisa maine btaya ye ek html code hota hai.

Meta Tag me Kya Kya Add Krna Hota Hai?

Isme bahut hi simpal si chize hoti hai jinko aap aasani se add kar skte ho.

Description :- Meta Description me apko apne blog ke baare me 160 sabdo me likhna hota hai. Blog par aap kis baare me likhte ho uske baare me ek detail deni hoti hai. Ye search result me show hota hai ki apka blog kis niche se related hai.

Keyword :- Isme apne blog ke main keywords add krne hote hai. Yahan aap km se km 14 keywords use kre, taki jab koi apke keywords se related word search krne par apka blog show ho. Waise kuch blogger mante hai ki ab meta keywords ko search engine read nhi krte.

Author :- Isme blog author ka naam likhna hota hai. Ess se search engine ko blog owner ke baare me pta chlta hai.

Language :- Yahan par apko blog language ke baare me btana hota hai. Waise to iski koi khas jrurat nhi hoti par isko add kar laina chahiye. Ess se google ko pta chlta hai ki apka blog Hindi me hai ya English me.

Robot :- Agr aap search engine se kuch hide krna chahte ho to isko use kre wrna iski koi jrurat nhi hoti. Ye itna jruri nhi hai. Agr aap chahte ho ki koi khash page,post ya image search result me show na ho to aap iska use kr skte ho.

Meta Tag Ko Generate Kaise Kre?

Aap directly blog temlate me isko add kar skte ho yadi aapko meta tag bnana aata ho. Yadi aapko ye nhi aata to online bahut si sites hai jo aapki help kar skti hai.
Sbse pahle aap Blogger tricks krke site par jayen aur meta tag tools par jaye. Ab aapke saamne ek page hoga jisme kuch details fill krni hogi.meta tag generate kaise kre


1.Yahan par blog ke baare me description likhe.
2. Isme aap keywords daale.
3. Author name me apne blog author ka naam daale.
4. Robots ko all select kre.
5. Ab Create Meta tags par ok kre. Iske baad ek code dikhai dega.
Diye gye code ko copy kre. Ab ye code aapko apne blogger par add krna hoga.

WordPress Blog Par SEO Friendly Post Kaise Likhe Hindi Help

Blogger Blog Ki Sabhi Post Me Adsense Ads Kaise lgaaye

Blogger Blog Ki Sabhi Posts Me About Author Box Kaise Add Kare

Sitemap Kya Hai Aur Blog Ke Liye Sitemap Kaise Bnaaye

Meta Tags Ko Blogger Blog Me Kaise Add Karte Hai?

Blogger blog par isko add krna bahut hi simpal hai. Sbse pahle aap Blogger Dashboard me jakr Template section me jaaye. Template section me edit Html par ok kre. Ab aapke saamne blog template ki puri coding hogi.
Template me kahin bhi click krke ctrl+F dabbaye. Ab ek search box open hoga. Search boxlikhkar search kre. Jo code aapne copy kiya tha uskoke bilkul niche paste karde aur save template par click krke save karde.

Blogger Navbar Ko Remove Kaise Kre-Hindi Jankari

Apne Blog Ko Google Search Console Me Kaise Add kre

Aapke blog par meta tag add ho chuka hai. Google me aapke blog ko show hone me 24-48 hours tak lg skte hai. Agr aap check krna chaho to apne blog url ko facebook par share krke check kar skte ho.

Dosto Meta tag ke baare me aapko puri jaankari mil gyi hogi. Apne blog ya website par isko add krke organic traffic increase kare. Kisi bhi problems ke liye aap comment jrur kre.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *