Single Sim Me Bina Sim Change Kiye Multiple Number Se Call Kaise Kre
Aaj smartphone ke jmane me sb double sim wale phone use krte hai. Kuch mobile me to four sim slot hote hai Aab to technology itni ho gyi hai ki log ek hi sim pr Multiple Number ka use kr rahe h yani ek hi sim se 2 ya 2 se jyada number chla rahe hai.
Aaj mai apko btata hu ki ek hi sim pr do number kese chal skte hai. Iske liye apko google play store se ek app download krna hoga. Google play store se Text Me app download krne ke baad bina sim bdle dusre sim ka upyog kisi ko phone krne ya phir msg krne ke liye bhi kr skte hai.
Feature Of Text Me App
- TextMe app puri tarah se free hai.
- Ye India sahit 40 country me available hai.
- Esse se free call aur msg kiya ja skta hai.
- International call bhi aap ess app se free me kar skte ho.
- Ek se jyada numbers add krne par ye charge laiti hai.
Whats App Delete Massage Ko Kaise Restore Kre Hindi help
Jio Prime Membership Kya Hai Aur Iske Kya Fayde Hai Free me Member bne
Facebook Page Apne Naam Se Kaise Bnaye Hindi Me Jaankari
Whats App Pr 10 Se Jyada Photo Kaise Send Kre hindi guide
How To Use Multiple Number In Single Sim
- Sabse pahle aap Text Me App download krke install kre.
- Ab App ko open krke name, email aur mobile number fill krke register kre.
- Alg number se call krne ke liye app me uper ki taraf diye gye phone icon par click kre. Jisko aap call krna chahte ho uska number dial kre aur call kre.
- Kisi ko alg number se msg krne ke liye aap app ke uper bne massage icon par click kre. Iske baad wo contact number select kre jise aap alg number se msg bhejna chahte ho. Write msg me jaker msg likho aur send krdo.
Dosto ab aap bhi Multiple Number se apne dosto ko call kre. Aapko ye jaankari kaisi lgi mujhe comment me jrur btaye. Apne dosto ke sath isko facebook, whats app par share jrur kre.