Blogger Blog Ka Backup Data Download Kaise Kre Hindi Me Help

Blogger google ka ek free platform hai jahan aap free me apna blog ya website bna skte ho. Agar apne apna blog Blogger par bnaya hai to aaj main aapko btata hun ki apne blog ka backup data download kaise krte hai.Blog ka backup data download krke aap apne blog ko secure kar skte ho

Blog Ka Backup Data Download Kyo Kre

Blogging krne ke bahut se free platform hai par wordpress aur blogger sbse jyada popular hai. Blogger par hum apne blog ko limit me hi control kar skte hai jbki WordPress par full control milta hai.

500+Low CPC Adsense List 2017-Block Krke Adsense Earnings Increase Kre

Adsense Custom Channel Kya Hota Hai Aur Kaise Bnaate Hai
Blogger google ka diya plateform hai aur Google ke baare me aap sabhi jante hi honge. Google policy aesi hai ki wo kabhi bhi spam post ya comment ko pansad nhi krta. Yadi aapke blog par koi aesi koi post,image hoti hai to google aapke blog ko apne-aap delete kar deta hai.

Top 100+ High Page Rank Social Bookmarking Sites List 2017

Kya hoga yadi aapka blog remove ya delete kar diya jaye? Aese me yadi aapne Blog ka backup data download kar rakha hai to aap restore kar skte ho ya kisi aur plateform par transfer kar skte ho.
Agar galti se aapki template me koi problem aa jaye to bhi aap apna backup upload kar skte ho. Yahan main aapko suggest krunga ki jab bhi aap apne blog par kuch change kro to uss se pahle backup jrur download kar le.

“Blogger Blog Ka BackUp Data Download Kaise Kare?

blogger blog data backup process

  • Sabse pahle aap Blogger dashboard par login kre.
  • Setting par click krke ‘other’ par jayen.
  • Uper left side me ‘back up’ par ok kre.
  • uske baad ek popup window open hogi. Yahan par ‘save to computer’ select kre.

Blog Commenting Krne Se Kya Kya Fayde Ho Sakte Hain

Blogger Blog Par Meta Tag Ko Seo Ke Liye Kaise Add Karte Kre

Pan Card Status Online Kaise Check Kaise Kre Hindi Jaankari

Cloudflare CDN Kya Hota Hai Aur Blog Par Free Setup Kaise Kre
Itna krte hi sabhi posts, pages aur comments ka backup data download ho jayega. Aapka data ek xml file ke rup me hoga jise aap jab mrzi apne blog par upload krke restore kar skte ho.

Dosto agr abhi tak aapne blog ka backup data download nhi kiya hai to aaj hi kale. Agr aapko backup data download krne me ya upload krne me koi problem aa rahi ho to aap comment me puchh skte ho.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *